Shan E Siddique E Akbar Quran Hadees Se In Hindi -irfani

SHARE:

Shan E Siddique E Akbar Quran Hadees, Intiqaal Shareef, Kalimah-e-Shahadat ki barakat, Gustakh-e-Sahaba Abu Bakr, Sahaba-e-Kiraam ka nihayat adab kiji

Shan E Siddique E Akbar Quran Hadees Se In Hindi -irfani

/Shan-E-Siddique-E-Akbar
/Shan-E-Siddique-E-Akbar

Shan E Siddique E Akbar - "Azeem Taba'ie Buzurgh Hazrat Sa'eed Bin Jubayr , farmatay hayn: Huzoor Nabi-e-Kareem sallallaho alaywasallam kay pas (Surah Fajr ki) ye Ayaat-e-Mubarikah tilawat ki ga'een. 

Shan_E_Siddique_E_Akbar
Shan_E_Siddique_E_Akbar

Tarjuma-e-Kanz-ul-Iman: Ay Itminaan wali jaan! Apnay Rabb ki taraf wapas ho yun keh Tu us say Razi woh tujh say Razi phir mayray khas bandon mayn dakhil ho aur mayri Jannat mayn aa. 

(Parah 30, Surah Fajr. Ayah 27 ta 30) 


Tu Hazrat Sayyiduna Abu Bakr Siddiq nay kaha: Ye kitna achha hay. Aap sallallaho alaywasallam nay irshad farmaya: Tumhari Maut ki waqt firishta zaroor ye kahay ga. 

(Tafseer-e- Tabari, jild 12, safha 581, Hadees 37213) 


Sarkar-e-A'la Hazrat Imam Ahmad Raza Khan  farmatay hayn: (Hazrat Abu Bakr Siddiq  ) jab say khidmat-e-Aqdas (sls sle abi ja) mayn hazir huway kisi waqt juda na huway. 

Yahan tak keh ba'd-e-wafaat pehlu'ey Aqdas mayn aaraam farma hayn. 

Ayk martabah Huzoor-e-Pak sallallaho alaywasallam nay dahinay dast-e- Aqdas mayn Hazrat Siddiq  ka hath liya aur ba'ayn dast-e-Aqdas ka hath liya aur farmaya: Hum qiyamat kay roz yun hin utha'ey ja'ayn gey. 

(Tirmizi, jild 5, safha 378, Hadees 3689) 


Intiqaal Shareef Siddique E Akbar (Abu Bakr)

/Shan-E-Siddique-E-Akbar
/Shan-E-Siddique-E-Akbar

"Aashiq-e-Akber Hazrat Sayyiduna Siddiq-e-Akber 22 Jumadal-Ukhra san 13 hijri baroz-e-Peer Shareef 63 saal ki mayn dunya say rukhsat huway. 

(As-Sunan-ul-Kubra Lil- Bayhaqi, jild 3, safha 557, Hadees 6663) 

Ba-Waqt wafaat zabaan-e-Mubarak per aakhiri kalimaat ye thay: Ay Perwardigar! Mujhay Islam per maut 'ata farma aur mujhay nayk logon kay sath mila day. 

(Ar-Riyad-un-Nadarah, jild safha 258) 


Kalimah-e-Shahadat ki barakat Shan E Siddique E Akba Ki.

Hazrat Abu Bakr Siddiq  ko un ki wafaat Shareef kay ba'ad logon nay (khuwaab mayn daykha) daykha aur puchha keh ay Ameer-ul-Mu'mineen! 

Aap apni zabaan kay baray mayn farmaya kartay thay keh is zabaan nay mujhay halakat ki jagahon mayn giraya hay tu Allah Pak nay Aap kay sath kiya mu'amila farmaya? 

Tu Aap  nay farmaya keh mayn nay  lailaha illalla mohammadur rasulallah Parha tha, tu isi zabaan nay mujhay Jannat mayn dakhil ker diya. 

(Ihya-ul-Liloom, jild 4, safha 431) 


'Aashiq-e-Abu Bakr, Shan E Siddiq-e-Akber ki Mubarak zindagi hamaray liye behtireen misaal hay, Aap  kay 'azeem darajay per puhnchay huway thay. 

Aap ki her her ada goya Sunnat-e- Musatafa thi. Ay Kash! Sad Karor Kash! Hum Ghulaman-e- Ay Siddiq-e-Akber bhi Sunnat-e-Musatafa per mazbuti say 'amal karna.

shuru' ker dayn, na sirf khud balkeh ghar ghar neki ki Dawat puhncha ker dosron ko bhi sunnaton per chala ker is shan say dunya say ja'yn. 

Jaysa keh Aashiq-e-Mah-e-Risalat, Ameer-e-Ahl-e-Sunnat Hazrat 'Allamah Maulana Muhammad llyas Attar Qaadiri Razawi Ziya'ee 

 Likhtay hayn: 


Jannati Ibn Jannati, Sahabi Ibn Sahabi, Hazrat Abu Bakr Siddiq  samayt tamam Sahaba-e-Kiraam ki Ghulami ka haqeeqi jazbah panay aur dil mayn ishq-e-Rasool ki shama' roshan karnay kay liye Irfani-Islam.in kay piyaray piyaray Mahool say wabasta ho ja'iye,  


Sahaba-e-Kiraam ka nihayat adab kijiye 

Sadr-ul-Afazil Hazrat 'Allamah Maulana Sayyid Muhammad Na'eemuddin Muradabadi  farmatay hayn: Muslaman ko chahiye keh Sahaba-e-Kiraam  ka nihayat adab rakhay.

aur dil mayn in ki 'aqeedat-o-mahabbat ko jagah day. In ki mahabbat Huzoorsallallaho alaywasallam ki mahabbat hay aur jo bad naseeb, Sahaba  ki shan mayn bay adabi kay sath zabaan kholay.

woh dushman-e-Khuda-o-Rasool hay. Musalman aysay shakhs kay pas na baythay. 

(Sawanih Karbala, safha 31) 


Gustakh-e-Sahaba (Siddique E Akbar) say dor raho 

Hazrat 'Allamah Jalaluddin Suyuti Shafa'ie "Sharah-us- Sudoor' mayn likhtay hayn: Ayk shakhs ki maut ka waqt qareeb aa gaya tu is say Kalimah Tayyibah parhnay kay liye kaha gaya. 

Is nay jawab diya keh mayn is kay parhnay per qadir nahin hon kiyun keh mayn aysay logon kay sath uthna baythna rakhta tha jo Mujhay Abu Bakr-o-Umar  kay bura bhala kahnay ki talqeen kartay thay. 

(Sharah-us-Sudoor, safha 38, Markaz-e-Ahl-e-Sunnat barakat Raza Al-Hind) 


Dosti rakhnay ka ye wabaal keh martay waqt Kalimah naseeb nahin ho raha that u phir jo log khud tuheen kartay hayn un ka kiya haal hoga! 

Lihazah Shaykhayn-e-Kareemayn  samayt tamam hi Sahabah-e-Kiraam  kay gustakhon say dor-o- nufooz rahna zaroori hay. 

Sirf 'Aashiqan-e-Rasool-o- Muhabban-e-Sahabah-o-Awliya ki suhbat ikhtiyar kijiye, in 'azeem hastiyon ki ulfat ka diya (Ya'ni charagh) apnay dil mayn roshan kijiye aur donon jahanon ki bhala'iyon kay haqdar baniye. 

Apnay bachhon ko bhi ye sikha'iye keh Her Sahabi-e-Nabi Jannati Jannati Hai Sahaba-e-Nabi Jannati Jannati Hazrat Siddique E Akbar bhi Jannati Jannati Aur Umar Farooq bhi Jannati Jannati Hazrat Usman bhi Jannati Jannati Fatimah aur Ali Jannati Jannati Her Zauja-e-Nabi Jannati Jannati. Ye Hain Shan E Siddique E Akbar.


ये भी देखे :




multi

Name

1_muharram_date_2021_india_pakistan_saudi_arab_USA,1,10_Muharram_Ka_Roza,1,15-August,3,Abu_Bakr_Siddiq,2,Ahle_bait,6,Al_Hajj,4,ala_hazrat,5,Allah,1,Aqiqah,1,Arka_Plan_Resim,1,Ashura_Ki_Namaz_Ka_Tarika,1,assalamu_alaykum,1,Astaghfar,1,Aulia,7,Aurton_KI_Eid_Ki_Namaz_Ka_Tarika_In_Hindi,1,ayatul-Kursi,1,Azan,2,Baba_Tajuddin,4,Bakra_Eid_Ki_Namaz_Ka_Tarika_in_Hindi,1,Bismillah_Sharif,3,Chota_Darood_Sharif,1,Dajjal,2,Darood_Sharif,5,Darood_Sharif_In_Hindi,2,Date_Palm,1,Dua,24,Dua_E_Masura,1,Dua_E_Nisf,1,Dua_For_Parents_In_Hindi,1,Dua_iftar,1,Dua_Mangne_Ka_Tarika_Hindi_Mai,1,Duniya,1,Eid_Milad_Un_Nabi,8,Eid_UL_Adha,1,Eid_UL_Adha_Ki_Namaz_Ka_Tarika,2,Eid_UL_Fitr,1,English,5,Fatiha Ka Tarika,2,Fatima_Sughra,1,Gaus_E_Azam,6,Good_Morning,1,Google_Pay_Kaise_Chalu_Kare,1,Gunahon_Ki_Bakhshish_Ki_Dua,1,Gusal_karne_ka_tarika,1,Haji,1,Hajj,10,Hajj_And_Umrah,1,Hajj_ka_Tarika,1,Hajj_Mubarak_Wishes,1,Hajj_Umrah,1,Hajj_Umrah_Ki_Niyat_ki_Dua,1,Happy-Birthday,4,Hazarat,3,Hazrat_ali,3,Hazrat_E_Sakina_Ka_Ghoda,1,Hazrat_Imam_Hasan,1,Health,1,Hindi_Blog,7,History_of_Israil,1,Humbistari,1,Iftar,1,iftar_ki_dua_In_hindi,1,Image_Drole,1,Images,53,Imam_Bukhari,1,imam_e_azam_abu_hanifa,1,Imam_Hussain,1,Imam_Jafar_Sadiqu,3,IPL,1,Isale_Sawab,3,Islahi_Malumat,41,islamic_calendar_2020,1,Islamic_Urdu_Hindi_Calendar_2022,1,Isra_Wal_Miraj,1,Israel,1,Israel_Palestine_Conflict,1,Jahannam,2,Jakat,1,Jaruri_Malumat,30,Jibril,1,jumma,8,Kaise_Kare,5,Kaise-kare,2,Kajur,1,Kalma,3,Kalma_e_Tauheed_In_Hindi,1,Kalme_In_Hindi,1,Karbala,1,khajur_in_hindi,1,Khwaja_Garib_Nawaz,21,Kujur,1,Kunde,2,Kya_Hai,3,Laylatul-Qadr,6,Loktantra_Kya_Hai_In_Hindi,1,Love_Kya_Hai,1,Lyrics,11,Meesho_Se_Order_Kaise_Kare,1,Meesho-Me-Return-Kaise-Kare,1,Mehar,1,Milad,1,Mitti_Dene_Ki_Dua_IN_Hindi,1,muharram,22,Muharram_Ki_Fatiha_Ka_Tarika,1,Muharram_Me_Kya_Jaiz_Hai,1,musafa,1,Namaz,10,Namaz_Ka_Sunnati_Tarika_In_Hindi,1,Namaz_Ka_Tarika_In_Hindi,10,Namaz_ke_Baad_ki_Dua_Hindi,1,Namaz_Ki_Niyat_Ka_Tarika_In_Hindi,2,Nazar_Ki_Dua,2,Nikah,2,Niyat,2,Online_Class_Kaise_Join_Kare,1,Palestine,3,Palestine_Capital,1,Palestine_currency,1,Parda,1,Paryavaran_Kya_Hai_In_Hindi,1,photos,15,PM_Kisan_Registration,2,Qawwali,1,Qubani,1,Quotes,3,Quran,4,Qurbani,4,Qurbani_Karne_Ki_Dua,1,Rabi_UL_Awwal,2,Rajab,7,Rajab_Month,3,Rajdhani,2,Ramzan,18,Ramzan_Ki_Aathvi_8th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Athais_28_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Atharavi_18_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Baisvi_22_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Barvi_12th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Bisvi_20_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Chabbisvi_26_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Chatvi_6th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Chaubis_24_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Chaudhvin_14th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Chauthi_4th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Dasvi_10th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Dusri_Mubarak_Ho,1,Ramzan_ki_Fazilat_In_Hindi,1,Ramzan_Ki_Gyarvi_11th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Ikkisvi_21_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_navi_9th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Pachisvi_25_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Panchvi_5th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Pandravi_15th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Pehli_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Sataisvi_27_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Satravi_17_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Satvi_7th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Sehri_Mubarak_Ho,29,Ramzan_Ki_Teesri_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Tehrvi_13th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Teisvi_23_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Tisvi_30_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Unnatis_29_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Unnisvi_19_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Mubarak_Ho,1,Ramzan-Ki-Dusri-2nd-Sehri-Mubarak-Ho-Images,1,Ramzan-Ki-Sehri-Ki-Dua,1,Ramzan-Ki-Solvi-16-Sehri-Mubarak-Ho-Images,1,Roman_English,1,Roza,11,Roza_Ki_Dua,1,Roza_Rakhne_Ki_Niyat,3,Roza_Tut_Jata_Hain,1,Roza_Tutne_Wali_Cheezain,1,Roze_ki_Fazilat_in_Hindi,1,sabr,1,Sadaqah,1,sadka,1,Safar_Ki_Dua,2,Safar_Me_Roza,1,Sahaba,2,Shab_E_Barat,7,Shab_e_Meraj,9,shab_e_meraj_namaz,2,Shab_E_Qadr,9,Shaban_Ki_Fazilat_In_Hindi,1,Shaban_Month,3,Shadi,2,Shaitan_Se_Bachne_Ki_Dua_In_Hindi,1,Shayari,22,Shirk_O_Bidat,1,Sone_Ki_Dua,1,Status,4,Surah_Rahman,1,Surah_Yasin_Sharif,1,surah-Qadr,1,Taraweeh,3,Tijarat,1,Umrah,2,Valentines_Day,1,Wahabi,1,Wazu,1,Wazu Ka Tarika,1,Wishes-in-Hindi,6,Youm_E_Ashura,3,Youm_E_Ashura_Ki_Namaz,1,Youme_Ashura_Ki_Dua_In_Hindi,1,Zakat,1,Zakat_Sadka_Khairat,1,Zina,1,Zul_Hijah,5,جمعة مباركة,1,पर्यावरण_क्या_है,1,प्यार_कैसे_करें,1,मुहर्रम_की_फातिहा_का_तरीका_आसान,1,मुहर्रम_क्यों_मनाया_जाता_है_हिंदी_में,1,
ltr
item
Irfani - Info For All: Shan E Siddique E Akbar Quran Hadees Se In Hindi -irfani
Shan E Siddique E Akbar Quran Hadees Se In Hindi -irfani
Shan E Siddique E Akbar Quran Hadees, Intiqaal Shareef, Kalimah-e-Shahadat ki barakat, Gustakh-e-Sahaba Abu Bakr, Sahaba-e-Kiraam ka nihayat adab kiji
https://blogger.googleusercontent.com/img/a/AVvXsEgNvRAwKPY_PxGmmLQSHd_Y9GjDU2nXDt-d3W1bQJKtUGpMB57Q-L1XXNJLmNDwYBPGwekrti_Tii8pujuo6gZ2AHNhlVrNlsrOCobPS0TCVNsxDhFQGRlPyp7tEEmfg6oVcQmLdJPvzyH_239sSK2Xqos1GHnBiXNLjThLLPZsRpIcHyWeovf3jymEOQ=w640-h360
https://blogger.googleusercontent.com/img/a/AVvXsEgNvRAwKPY_PxGmmLQSHd_Y9GjDU2nXDt-d3W1bQJKtUGpMB57Q-L1XXNJLmNDwYBPGwekrti_Tii8pujuo6gZ2AHNhlVrNlsrOCobPS0TCVNsxDhFQGRlPyp7tEEmfg6oVcQmLdJPvzyH_239sSK2Xqos1GHnBiXNLjThLLPZsRpIcHyWeovf3jymEOQ=s72-w640-c-h360
Irfani - Info For All
https://www.irfani-islam.in/2021/09/Shan-E-Siddique-E-Akbar.html
https://www.irfani-islam.in/
https://www.irfani-islam.in/
https://www.irfani-islam.in/2021/09/Shan-E-Siddique-E-Akbar.html
true
7196306087506936975
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy