शैतानी Buri Nazar Ki Dua: आपकी सुरक्षा का रामबाण इलाज In hindi Roman

SHARE:

Shaitani buri nazar ki dua in hindi, buri nazar e badr ki dua, quran hadis se bado, for bachon (baby), in roman hindi, arbi, english - irfani islam

Shaitani Buri Nazar Ki Dua Quran Hadis se In hindi Roman
nazar_ki_dua
nazar_ki_dua
nazar_ki_dua
nazar_ki_dua

Buri Nazar Ki Dua - Nazar Ka Lagna Hak Hain Nazar Yani Hasadh Bhari Nigahe Kisi Ke Liye Bhi Behad Kharab or Nuksaandeh Hain Iska Shikar Koi Bhi Acha or Jahin Insan Ho Sakta Hain.

Khans Kar Khubsurat Ladki, Hasta Khelata Baccha, Hasi Khushi Rah Rahe Shadi Shuda Jodhe. Isliye Aaj Hum Aapko Buri Nazar Se Bachne Ki Dua Bataenge.

nazar_ki_dua
nazar_ki_dua

1 ) Allah Ke Rasul Hazrat Mohammad Sallallaho Alaywasallam Ne Irshad Fharmaya Ki Buri Nazar Lagana Hak Hain.

2 ) Allah Ke Rasul Hazrat Mohammad Sallallaho Alaywasallam Ne Irshad Fharmaya Ki Buri Nazar Lagna Bar Haq Hain. Koi Chij Takbir Par Gaalib Aati Hain, to Wo Nazar Hoti Hain. 

3 ) Ek Hadis Me Allah Ke Rasul Hazrat Mohammad Sallallaho Alaywasallam Ne Fharmaya Ke Meri Ummat Me Kanza or Takdir Ke Baad Sab Se Jiyada Aamvaat (Maut) Buri Nazar Kee Vajaha Se Hongi.

( Bukhari Sharif or Muslim Sharif )

Shaytani - Bachne Wali Buri Nazar Ki Dua In Hindi

Hadis : Ibne Abbas (Razi Allahu Anhu) Se Riwayat Hain Ki, Rasulallah Sallallaho Alay Wasallam  Allah Se Hussain Wa Hasan (Razi Allahu Anhu) Ke Liye Talab Kiya Karte the or Farmate the Ki 

"Tumhare Bujurg Dada Ibrahim (Alayhi Salam) Bhi Ismail or Ishaq (Alayhi Salam) Ke Liye Inhi Kalimat Ke Jariye Allah Ki Panha Manga Karte The."

nazar_ki_dua
nazar_ki_dua

"Auwzu Bi-Kalimatillaahi Tmatti Min Kulli Shaytanin Wa Hammatinn Wa-Min Kulli Aynin Lamatin."

‘ अवज़ू बि-कलिमातील्लाही तमात्ति मीन कुल्ली शैतानींन व हम्मातींन वा-मिन कुल्ली अयेनिन लामातिन। ’

Tarjuma : Main Panha Mangta Hu Allah Kee Pure Pure Kalimat Ke Jariye, Har Shaytan Se or Har Zaharile Janwar Se or Har Nuksan Pahuchane Wali Nazar-E-Badh Se.

( Sahih Al - Bukhari 3371 )

Buri Nazar Ki Dua in Quran

Har Musalman Ke Liye Jaruri Hain Ki Wah Allah Par Yakin, Us Par Bharosa or Tawakkul Ki Tadat, Uska Sahara Lekar, Nabi Sallallaho Alayhi Wa Salla, Se Sabit Duao, or Jyda Se Jyada 'Suratul Falak or Suratul Naas', Suratul Ikhlas, Suratul Fatiha or Aaytul Kursi Apne Aap Ko Insan or Jinnat Me Se Shaytano Se Mehfuz Kar Le.

Isliye Hum Kapnko Buri Nazar Ki Dua in Quran Batane Jaa Rahe Hain Jo Ki Is Tarha Hain Nabi Akram Sallallaho Alayhi Wa Sallam Se Sabit Panha Mangne Wali Duao Me Se Kuch Duae Hain,

nazar_ki_dua
nazar_ki_dua

" Aauzu Bi-Kalimatil-Lahit-Tammaat Min Shar Ma Khalk "

“ अऊज़ो बि-कलिमातिल्लाहित्ताम्मात मिन शर्रे मा खलक़ ”

Tarjuma : Main Allah Ki Banayi Hui Har Us Chij Ki Burai Se Allah Ki Panha Mangta Hu, Jo Allah Ne Paida Kiya Hain.

nazar_ki_dua
nazar_ki_dua

" Aauzu Bi-Kalimatil-Lahit-Tamma Min Gaz-Bihi Wa Ikabihi, Wa Min Shar Ibadihi, Wa Min Ham-Jaatish-Shyaatini Wa Anyaha Joruni "

“ अऊज़ो बि-कलिमातिल्लाहित्ताम्मा मिन ग़ज़-बिहि व इ़क़ाबिहि, व मिन शर्रे इबादिहि, व मिन हम-ज़ातिश्शयातीनि व अंयह़ज़ोरूनि ”

Tarjuma : Main Allah Ki Panha Me Aata Hu Uske Guse or Saja Se, or Uske Bando Ki Burai Se, or Shaytano Ke Vasvase Se or Is Baat Se Ki We Mere Pass Aaye.

Allah Tala Ka Yah Farman : 

nazar_ki_dua
nazar_ki_dua

" Hansbiyaallahu La-Ilaha Illa Huwa Alayhi Tawakkaltu Wa Huwa Rabbul Ashiril Azim "

“ ह़स्बियल्लाहु ला-इलाहा इल्ला हुवा अ़लैहि तवक्कल्तु व हुवा रब्बुल् अर्शिल् अ़ज़ीम ”

Tarjuma : Mere Liye Allah Kafhi Hain, Uske Siway Koi Saccha Mabud Nahi, Usi Par Main Ne Bharosa Kiya, or Wah Arsh Ka Rab Hain.

Nazar-E -Bad Ki Dua in Arbic

Yaha Hum Apnko Nazar E Bad Ki Dua Arbi Me Bata Rahe Hain. Bahut Se Log Ko Hindi Me or English Me Samazane Me Dikkat Hoti Hain Isliye Logo Ki Pareshani Ko Khatam Karne Ke Liye Hum Arbi Me Bhi Dua Ko Bata Rahe Hain.

Lagne Wali Buri Nazar Ki Dua In English

Yahan Par Aap Logo Ki Aasani Ke Liye Hamne Nazar E Bad Ki Dua Ko English Me Bhi Likh Diya Hain.

nazar_ki_dua
nazar_ki_dua

" A’oodhu Bikalimatillahi-Tammatti Min Kulli Shaytaanin Wa Hammatin Wamin Kulli ‘Aynin Lammatin. ”

Buri Nazar Lagne Ka Ek Waqiya

Buri Nazar Se Bachne Ki Dua in Hindi Ko or Sahi Se Samzane Ke Liye Hamne Yaha Par Ek Wakiya Ka Bayan Kiya Hain.

Imam Ahmad (Hadis 15550) or Malik (Hadis 1811) Nasai, Ibne Hibban Ne Sahal Bin Hunaif Raziyallahu Anhu Se Riwayat Kiya Hai

or Albani Ne Mishkat (Hadis 4562) Me Ise Sahih Kha Hai, Ki Nabi Sallallahu Alayhi Wa Sallam Unke Sath Nikle or Makka Ki or Rawana Huwe.

Yaha Tak Ki Jahfa Me Shiabul Kharar Naami Jagha Par Pahuce to Sah Bin Hunaif Ne Gusal Kiya or Waha Safhed Rang Wale Ek Gore Khubsurat Admi The,

to Anu Adhi Bin Kaab Ke Ek Admi Amir Bin Rabiaa Ne Unko Gusal Karte Huwe Dekha to Kaha : Main  Aap Ki Tarha Khubsurat to Kisi Kuwari Ki Bhi Jild Ko Nahi Dekha Is Par Sah Behosh Hokar Gir Padhe,

Unhe Rasul Sallallahu Alayhi Wa Salam Ke Pas Laya Gaya or Kaha Gaya : E Allah Ke Paigambar Kya Aap Sah Ke Liye Kuch Karge? Allah Ki Kasam Waha Apna Sir Nahi Utha Rahe Hain.

Aap Sallallahu Alayhi Wa Salam Ne Kaha : Kya Tum Unke Baare Me Kisi Par Tohamt Lagate Ho? Logo Ne Kaha : Amir Bin Rabiaa Ne Unki or Dekha Hain.

to Aap Sallallahu Alayhi Wa Salam Ne Amir Ko Bulaya or Un Par Gussa Huww or Kaha : Tum Me Se Koi Apne Bhai Ko Kyu Katal Karta Hain ? Jab Tu Ne Koi Pasan-Dida Chij Dekhi to Uske Liye Barkar Ki Dua Kyu Na Ki

Fhir Aap Ne Amir Se Kaha : Unke Liye Gusal Karo, Matlab Apne Badan Ko Dholo, Fhir Unhone Apna Cehera, Apne Dono Hantho, Dono Kohniyo, Dono Ghutno, Dono Panwon, Ke Kinare or Apni Tahbandh Ke Bhitari Hisse Ko Ek Pyale Me Dhul, Fhir Wah Pani Unke Upar Undhel Di Ya Gaya.

Ek Admi Unke Piche Se Unke Sir or Pith Par Dalta Tha,fhir Unke Piche Pyala Undhl Diya Gaya, Jab Unke Sath Esa Kiya Gaya, to Sah Accha Hokar Logo Ke Sath Chalne Lage Jayse Ki Unhe Kuch Bhi Nahi Huwa Tha. Is Tarha Buri Nazar Ki Dua Ka Waqia Hain.

multi

Name

1_muharram_date_2021_india_pakistan_saudi_arab_USA,1,10_Muharram_Ka_Roza,1,15-August,3,Abu_Bakr_Siddiq,2,Ahle_bait,6,Al_Hajj,4,ala_hazrat,5,Allah,1,Aqiqah,1,Arka_Plan_Resim,1,Ashura_Ki_Namaz_Ka_Tarika,1,assalamu_alaykum,1,Astaghfar,1,Aulia,7,Aurton_KI_Eid_Ki_Namaz_Ka_Tarika_In_Hindi,1,ayatul-Kursi,1,Azan,2,Baba_Tajuddin,4,Bakra_Eid_Ki_Namaz_Ka_Tarika_in_Hindi,1,Bismillah_Sharif,3,Chota_Darood_Sharif,1,Dajjal,2,Darood_Sharif,5,Darood_Sharif_In_Hindi,2,Date_Palm,1,Dua,24,Dua_E_Masura,1,Dua_E_Nisf,1,Dua_For_Parents_In_Hindi,1,Dua_iftar,1,Dua_Mangne_Ka_Tarika_Hindi_Mai,1,Duniya,1,Eid_Milad_Un_Nabi,8,Eid_UL_Adha,1,Eid_UL_Adha_Ki_Namaz_Ka_Tarika,2,Eid_UL_Fitr,1,English,5,Fatiha Ka Tarika,2,Fatima_Sughra,1,Gaus_E_Azam,6,Good_Morning,1,Google_Pay_Kaise_Chalu_Kare,1,Gunahon_Ki_Bakhshish_Ki_Dua,1,Gusal_karne_ka_tarika,1,Haji,1,Hajj,10,Hajj_And_Umrah,1,Hajj_ka_Tarika,1,Hajj_Mubarak_Wishes,1,Hajj_Umrah,1,Hajj_Umrah_Ki_Niyat_ki_Dua,1,Happy-Birthday,4,Hazarat,3,Hazrat_ali,3,Hazrat_E_Sakina_Ka_Ghoda,1,Hazrat_Imam_Hasan,1,Health,1,Hindi_Blog,7,History_of_Israil,1,Humbistari,1,Iftar,1,iftar_ki_dua_In_hindi,1,Image_Drole,1,Images,53,Imam_Bukhari,1,imam_e_azam_abu_hanifa,1,Imam_Hussain,1,Imam_Jafar_Sadiqu,3,IPL,1,Isale_Sawab,3,Islahi_Malumat,41,islamic_calendar_2020,1,Islamic_Urdu_Hindi_Calendar_2022,1,Isra_Wal_Miraj,1,Israel,1,Israel_Palestine_Conflict,1,Jahannam,2,Jakat,1,Jaruri_Malumat,30,Jibril,1,jumma,8,Kaise_Kare,5,Kaise-kare,2,Kajur,1,Kalma,3,Kalma_e_Tauheed_In_Hindi,1,Kalme_In_Hindi,1,Karbala,1,khajur_in_hindi,1,Khwaja_Garib_Nawaz,21,Kujur,1,Kunde,2,Kya_Hai,3,Laylatul-Qadr,6,Loktantra_Kya_Hai_In_Hindi,1,Love_Kya_Hai,1,Lyrics,11,Meesho_Se_Order_Kaise_Kare,1,Meesho-Me-Return-Kaise-Kare,1,Mehar,1,Milad,1,Mitti_Dene_Ki_Dua_IN_Hindi,1,muharram,22,Muharram_Ki_Fatiha_Ka_Tarika,1,Muharram_Me_Kya_Jaiz_Hai,1,musafa,1,Namaz,10,Namaz_Ka_Sunnati_Tarika_In_Hindi,1,Namaz_Ka_Tarika_In_Hindi,10,Namaz_ke_Baad_ki_Dua_Hindi,1,Namaz_Ki_Niyat_Ka_Tarika_In_Hindi,2,Nazar_Ki_Dua,2,Nikah,2,Niyat,2,Online_Class_Kaise_Join_Kare,1,Palestine,3,Palestine_Capital,1,Palestine_currency,1,Parda,1,Paryavaran_Kya_Hai_In_Hindi,1,photos,15,PM_Kisan_Registration,2,Qawwali,1,Qubani,1,Quotes,3,Quran,4,Qurbani,4,Qurbani_Karne_Ki_Dua,1,Rabi_UL_Awwal,2,Rajab,7,Rajab_Month,3,Rajdhani,2,Ramzan,18,Ramzan_Ki_Aathvi_8th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Athais_28_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Atharavi_18_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Baisvi_22_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Barvi_12th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Bisvi_20_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Chabbisvi_26_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Chatvi_6th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Chaubis_24_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Chaudhvin_14th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Chauthi_4th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Dasvi_10th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Dusri_Mubarak_Ho,1,Ramzan_ki_Fazilat_In_Hindi,1,Ramzan_Ki_Gyarvi_11th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Ikkisvi_21_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_navi_9th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Pachisvi_25_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Panchvi_5th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Pandravi_15th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Pehli_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Sataisvi_27_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Satravi_17_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Satvi_7th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Sehri_Mubarak_Ho,29,Ramzan_Ki_Teesri_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Tehrvi_13th_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Teisvi_23_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Tisvi_30_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Unnatis_29_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Ki_Unnisvi_19_Sehri_Mubarak_Ho_Images,1,Ramzan_Mubarak_Ho,1,Ramzan-Ki-Dusri-2nd-Sehri-Mubarak-Ho-Images,1,Ramzan-Ki-Sehri-Ki-Dua,1,Ramzan-Ki-Solvi-16-Sehri-Mubarak-Ho-Images,1,Roman_English,1,Roza,11,Roza_Ki_Dua,1,Roza_Rakhne_Ki_Niyat,3,Roza_Tut_Jata_Hain,1,Roza_Tutne_Wali_Cheezain,1,Roze_ki_Fazilat_in_Hindi,1,sabr,1,Sadaqah,1,sadka,1,Safar_Ki_Dua,2,Safar_Me_Roza,1,Sahaba,2,Shab_E_Barat,7,Shab_e_Meraj,9,shab_e_meraj_namaz,2,Shab_E_Qadr,9,Shaban_Ki_Fazilat_In_Hindi,1,Shaban_Month,3,Shadi,2,Shaitan_Se_Bachne_Ki_Dua_In_Hindi,1,Shayari,22,Shirk_O_Bidat,1,Sone_Ki_Dua,1,Status,4,Surah_Rahman,1,Surah_Yasin_Sharif,1,surah-Qadr,1,Taraweeh,3,Tijarat,1,Umrah,2,Valentines_Day,1,Wahabi,1,Wazu,1,Wazu Ka Tarika,1,Wishes-in-Hindi,6,Youm_E_Ashura,3,Youm_E_Ashura_Ki_Namaz,1,Youme_Ashura_Ki_Dua_In_Hindi,1,Zakat,1,Zakat_Sadka_Khairat,1,Zina,1,Zul_Hijah,5,جمعة مباركة,1,पर्यावरण_क्या_है,1,प्यार_कैसे_करें,1,मुहर्रम_की_फातिहा_का_तरीका_आसान,1,मुहर्रम_क्यों_मनाया_जाता_है_हिंदी_में,1,
ltr
item
Irfani - Info For All: शैतानी Buri Nazar Ki Dua: आपकी सुरक्षा का रामबाण इलाज In hindi Roman
शैतानी Buri Nazar Ki Dua: आपकी सुरक्षा का रामबाण इलाज In hindi Roman
Shaitani buri nazar ki dua in hindi, buri nazar e badr ki dua, quran hadis se bado, for bachon (baby), in roman hindi, arbi, english - irfani islam
https://blogger.googleusercontent.com/img/a/AVvXsEjVgxKKeiGppBR5CmDC0Ks7iYffNlK2Pr5IlB3lDBLuYzGBnO_lQGETyMFTRwMooqVViyBWyBsFQg0YUbu5fihK1iggOmUwCVkqeRmeZReqdhiozlTOingknXkwH_4q6U-Rqe2N2CqAoM1P8CxaJZOw6W0IVXYUMq2LIbiQ-2ERErb1Rqpk65FC1j6AjA=w640-h364
https://blogger.googleusercontent.com/img/a/AVvXsEjVgxKKeiGppBR5CmDC0Ks7iYffNlK2Pr5IlB3lDBLuYzGBnO_lQGETyMFTRwMooqVViyBWyBsFQg0YUbu5fihK1iggOmUwCVkqeRmeZReqdhiozlTOingknXkwH_4q6U-Rqe2N2CqAoM1P8CxaJZOw6W0IVXYUMq2LIbiQ-2ERErb1Rqpk65FC1j6AjA=s72-w640-c-h364
Irfani - Info For All
https://www.irfani-islam.in/2021/10/Buri-Nazar-Ki-Dua.html
https://www.irfani-islam.in/
https://www.irfani-islam.in/
https://www.irfani-islam.in/2021/10/Buri-Nazar-Ki-Dua.html
true
7196306087506936975
UTF-8
Loaded All Posts Not found any posts VIEW ALL Readmore Reply Cancel reply Delete By Home PAGES POSTS View All RECOMMENDED FOR YOU LABEL ARCHIVE SEARCH ALL POSTS Not found any post match with your request Back Home Sunday Monday Tuesday Wednesday Thursday Friday Saturday Sun Mon Tue Wed Thu Fri Sat January February March April May June July August September October November December Jan Feb Mar Apr May Jun Jul Aug Sep Oct Nov Dec just now 1 minute ago $$1$$ minutes ago 1 hour ago $$1$$ hours ago Yesterday $$1$$ days ago $$1$$ weeks ago more than 5 weeks ago Followers Follow THIS PREMIUM CONTENT IS LOCKED STEP 1: Share to a social network STEP 2: Click the link on your social network Copy All Code Select All Code All codes were copied to your clipboard Can not copy the codes / texts, please press [CTRL]+[C] (or CMD+C with Mac) to copy